Monday, January 23, 2012

Aagah kiya tha doston ne duniya ki sacchai se,
Ye dil na chup saka khud apni hi parchayi se.
Chal pada bekhauf woh karne apni manmani,
Jabki jaanta hai woh ki yeh raahein hai anjaani..........