hame akela chhod k teri jaane ki taiyaari hai, rote mann ko ab hamare bas ek hi dilaasedaari hai, tu hamra na sahi mitwa teri yaad toh hamaari hai...
sapne mere ki mala ka , ab ek ek moti bikhra hai.. tu jis pathar pe paanv rakhe woh dil mere ka tukra hai.. ja teri marzi azadi pe, hamne apna sab kurbaan kiya... bikhre sapno ki mala me ashqon ka dhaga taan liya...
tooti ummedon ko hamne gham tere se joda hai.. teri yaad ke sang preet lagi, jab se tune hame chhoda hai.. --------------------------------------------- anki maine teri poem poori kar di... batana kaisa laga.lolz
hame akela chhod k teri jaane ki taiyaari hai,
ReplyDeleterote mann ko ab hamare bas ek hi dilaasedaari hai,
tu hamra na sahi mitwa teri yaad toh hamaari hai...
sapne mere ki mala ka , ab ek ek moti bikhra hai..
tu jis pathar pe paanv rakhe woh dil mere ka tukra hai..
ja teri marzi azadi pe, hamne apna sab kurbaan kiya...
bikhre sapno ki mala me ashqon ka dhaga taan liya...
tooti ummedon ko hamne gham tere se joda hai..
teri yaad ke sang preet lagi, jab se tune hame chhoda hai..
---------------------------------------------
anki maine teri poem poori kar di... batana kaisa laga.lolz
Yeh jis shiddat se aapne hamari kavita ko pura kiya hai......
ReplyDeleteaisa shayar toh humein pehli baar hi dikhayi diya hai.....